March 07, 2016

Computer ke bare me sari jankari check kese kare?

Hello friends, Is post me mai aapko batane ja ra hu ki kis tarah aap computer ke bare me puri jankari dekh sakte ho.

1. My computer ke icon pe right click kare
  > 'Properties' pe click kare
  > iske baad jo window open hogi usme aapko aapki required information mil jayegi.

2. Agar aapko or detail me jankari chaiye to aap nimn steps ko follow kar sakte hai....
  > sabse pahle run dialogbox ko open kare . (start > run/ window key + r)
  > yaha  ''dxdiag'' type kare and ok kare
  > Ab aapke samne ek nayi window appear hogi jisme aapke pc ki full information hogi.

3. iske alawa agar aap or adhik alag alag karke sari information chahte hai to
   > run
   > type "msinfo32"
  > ok
yaha aap har field ki alag alag jankari prapt kar sakte hai.

Friends, agar aapko mere dwara di gai jankari achi lagi to plz muje comments ke jariye jarur bataye. Agar aapka koi sawal hai to wo bhi aap puch sakte hai.
   Regular updates facebook pe pane ke liye hamara FB page jarur like kare.

No comments:

Post a Comment

Write us.